Hindi SMS, hindi text messages and funny hindisms
Saathi sirf woh nahi hota jo jeevan bhar saath nibhaye; Saathi to woh bhi hai jo jivan ke kuch palon mein bhi jeevan bhar ka saath de jaaye(By RUPESH)
Ye megh jara tham-tham ke baras ki wo aa na sake, jab wo aa jaye to itna baras ki wo ja na sake! (By Rajpandey)
hum wo nahin jo tujhe gum me chor de. hum wo bhi nahin jo tujhse nata tod de. hum to tere wo dost hai. jo teri saans ruke to apni jod de.(By ocean)
MERE PAIGAM MAI HAI O KHUSBOO JO UD NA JAYE MARE DOSTI MAI HAI O RANG JO CHUT NA JAYE PAIGAM KI KHUSBOO SE TUMHE MEHAKA DENGE DOSTI KE RANG SE TUMHE RANG DENGE(By kalyan)
Mana ki hum halat se majbur he. Fir bhi tere khayalo me chur he. Aankho me rahti he tasveer tumahri. Kya huwa agar hum dur hai. 9785009415 9680493277(By Boltaram.boltaram.me)
Yaadon ki parchayee mein ab to aaye tera hi cehra tu abi is baat se anjaan hai main hoon dewana tera izhaar-e-mohabaat karna to bahot baar socha par har baar tere hi aks ne roka hai rastaa mera.(By 904)
majboor hum nhi k apko bhul jayein..!, sheeshe se nhi bane jo yu hi toot jayien.., daulat ka khail nhi yeh janoon hai ishq ka..! aapko duaon se manga hai Rab se.., aise hi kaise hum apko bhool jayen..!(By lovebh55@gmail.)
jab kissi ki koi taariff karta hai, tau apka chehra meri ankho k samne aa jata hai, aur jab koi kissi ki burai karta hai, tau main sochta hu mujhe aisa nhi hona chahiye tha..!! (By lovebh5@gmail.)
हर वक़्त तेरे आने की आस रहती है! हर पल तुझसे मिलने की प्यास रहती है! सब कुछ है यहाँ बस तू नही! इसलिए शायद ये ज&(By harishankar meena)
Apni taklie me mujhe umeed samajna koi gam aaye to nazdik samajna de saku muskurahat aansu k badle to apke hazaaro dosto me thoda karib samajna(By raj)






